Best Android tricks and tips

Android tricks and tips

Thursday, 8 March 2018

What Is Broad Based Education:-

            What Is Broad Based Education:-



Hello friends mai Vishal Rawat aaj apke liye Robin Sharma ki story "What Is Broad Based Education" bta rha hu.

ek jungle mai kuch janwaro ne school kholne ka faisla kiya. student mai ek chydiya, ek gilahri, ek fish, ek kutta, ek khargosh, aur dimagi toor pe kamjor ill machli shamil thi. pathyakaram karne kai liye ek board banaya gya. board ne tay kiya ki student ko bahumukhi siksha di jayegi aur unhe udna, ped par chdna, tarna, aur bill kohdna sikhaya jayega. har janwar ko sabhi talim hasil karne ki pabandi thi.

       chidiya udan bharne mai mahir thi. usne is subject mai 'A' grade hasil kiya, lekin jab bill khodne ki bari aai, to wah apni chooch aur pank kho baithi aur ashafal shabit hone lgi.vis nakamyabi ka us pas esa asar pda ki jald hi use udan bharne mai bhi 'C' grade milne lga. ped par chadne aur tairne mai to wah fail ho gyi. gelhari ped mai chadne mai kafi kushal thi, lekin wah tairne mai ashafal ho hui. machli sabse aachi tairak thi, lekin wah pani se bahar nikal hi nhi skti thi, isliye baki sab subject mai fail ho gyi. kutta school gya hi nhi, usne fees bhi jma nhi kyi, aur parbandhak se is baat ko lekar jagdhta rha ki pathyakaram mai bhokna bhi shamil kiya jayr. khargosh ko bill khoddne mai 'A' grade mila, lekin uske liye ped par chadna ek bahut bda samsya thi. wah barr barr ashfal  hota rha, aur ek din jamin par is parkar gira ki use brain damage ho gya. wah bach to gya, lekin uske dimag par esa asar pda ki use bill khodne mai bhi dikkat hone lgi, aur use is subject mai 'C' grade milne lga.

        akhirkar, dimagi toor par bimar ill ko jisne aadhe adhore dang se kiya tha, kaksha ka sabse uttam student goshit kar diya gya.

  •  sahi manye mai bahumukhi student ko jindagi kai liye is dang se tayyari karti hai ki usne mojjod kisi cehter wisay se sabhadit yogyata aur shamta bhi barkarar rhe.

Aasha karta hu aapko ye story "What Is Broad Based Education"

Pasand ayi hogi. Agar aapko pasand ayi to neeche comment karke bataye aur apne friends kai sath bhi share kare.

Thankyou.


No comments:

Post a Comment