READ WHAT'S APP DELETE MESSAGE
Hello friend , mai Vishal Rawat aaj aapko batunga ki whatsapo kai delete message kaise pade
whatapp ne hall mai message recall yanI "delete for everyone " features Jari Kiya hai. us feature ki madad se users glti se bheje gye message ko recall yani delete kar skte hai. agar bheja gya message receiver pad leta hai to is feature ki madad se use delete kiya ja skta hai. lekin kya aap jante hai ki what's app se delete kiye gye message ko bhi pda ja skta hai.BATERY PROBLEM SOLVE WITH CALLIBRATION
SOLVE PROBLEM OF NOUGAT ANDROID
KAISE PADE DELETE MESSAGE.
aapko bta de ki delete kiye gye message android system kai notification register mai store rhte hai, jise padne kai liye bas record dekhne ki jarurat hai. Iske liye Google play store se "notification history" name app ko smartphone mai install karna hoga. fir aapko is app mai what's app mai messages padne kI anumati deni hogi. Iske bad notification history setting mai what's app recover karke message ko pad skte hai. app install karne kai baad aapko mobile pe aai notification kai sath ek advance options milega, jise tap kar notification ko pad skte hai. agar sender ne message delete kar diya, to bhi receiver isme message ko pad skta hai. Halaki isme kuch shart bhi Shamil hai. jaise ki phone ko restart kar dene par user what's app kai delete message ko nhi pad skega. Iske alawa isme 100 character kaI baad kai message ko recover nhi kat skta. Yeh trick sirf android device kai liye hai.I hope aapko pta chal gya hoga ki kaise hum whatsapp kai delete message pad sakte hai agar aapko isme koi dikkat ya douvt ho to necche comment section mai bataye aur apne friends kai sath share taki wo bhi ye labh utha sake.
Thankyou for reading......
No comments:
Post a Comment