Android Heating Problem Solve Kaise Kare, Garam Hone Se Kaise Bachaye
Hello Friends mai Vishal Rawat Aaj Me Aapko Android Mobile Me Chal Rahi Sabse Badi Problem Android Mobile Heating Kyu Karta Hai Me Batauga Ki Hamara Smartphone Garam Kyu Hota Hai Or Hum Apne Android Mobile Garam Hone Se Kaise Bachaye Aaj Me Esh Ke Bare Me Full Explain Karuga.Waise To Har Ek Mobile Me Ye Problem Aam Baat Hai Par Kai Baar Hamara Mobile Had Se Jyada Garam Ho Jata Hai Or Kye Baar Hamara Android Smartphone Over Heating Ki Wajah Se Phone Off Bhi Ho Jata Hai Ye Problem Dur Karne Or Ye Problem Kyo Aati Hai Is Ke Bare Me Aaj Batauga Or Android Heating Problem Solution Duga
Mobile Ho Ya Koi Machine Agar Wo Work Karegi To Garam To Hona Lajmi Hai Example Ke Tor Par Hamari Bike Ya Mobile Ham Usse Use Karte Ha To Garam Hota Hai Or Hamare Computer Or Laptop Garam To Hote Hai Parntu In Me Cooling Fan Lage Hote Jis Se Wo Computer Or Laptop Ko Cool Rakhte Hai. Par Hamare Phones Me Ye Available Nahi Hota Is Liye Hamare Phone Me Ye Problems Aati Rahti Hai.
Android Smartphone Mobile Garam Kaise Hota Hai?
Android Phone Me Jo Over Hetting Ki Jo Problem Aati Hai Esh Ka Hame Pura Pata Bhi Chalta Hai Ki Ye Aa Kish Wajah Se Aa Rahi Hai. Jish Karan Se Problem Aati Hai Esh Ke Bare Me Aaj Me Aapko Btau Ga. Ye Over Hetting Ki Problem Hoti Hai Ye Sabhi Bade Or Chhote Sabhi Mobile Me Aati Hai. Ab Me Aapko Niche Btau Ga Ki Ye Problem Kyo Aati Hai
Android Phone Garam Hone Ke Karan
Andriod Mobile Sabhi Heat Hote Hai Par Ye Hote Kyu Hai Esh Ke Bare Me Aaj Me Btau Ga Ki Kya Problem Hoti Hai Jish Se Ye Sabhi Android Phone Heat Hote Hai. Aaj Kal Kai Mobiles Ki Ye Sabse Badi Problem Ban Chuki Hai Or Me Esh Problem Ko Dur Karne Ke Bare Me Bhi Btau Ga. Pahale Aap Ko Bta Du Ki Ye Smartphone Heat(Garam) Kyo Hote Hai.
1. Phone Brightness – Agar Ham Mobile Ko Jyada Der Tak Brightness Ko Full Kar Ke Agar Use Karte Hai To Smartphone Ki Battery Bhi Kam Ho Jati Hai Or Esh Se Mobile Bhi Heat Ho Jata Hai.
2. Open BackGround Apps – Ham Agar Koi Apps Ko Use Jyada Use Karte Hai To Hai Ush Ke Baad Ham Un Apps Ko Use Nahi Karte Hai Or Ham Une BackGround Se Clean Nahi Karte Hai To Smartphone Esh Se Bhut Garm Aachank Se Ho Jata Hai.
3. WiFi & Hotspot – WiFi & Hotspot Agar Ham Jyada Der Tak Use Karte Hai To Aap Hmara SmartPhone Hot Ho Sakta Hai. Ye Problem Sabhi Phone Me Aati Hai Ye Koi Aap Ke Phone Me Nahi Hai Aap Tensen Na Le Esh Ka Solution Bhi Aapko Me Btau Ga.
4. Charging – Agar Hai Mobile Ko Charging Ke Samay Use Karte Hai To Mobile Phones Sabse Jyada Heat Ho Jata Hai. Or Kai Mobile Ki Book Me Special Likha Hota Hai Ki Agar Aap Mobile Ko Charging Ke Samay Use Karte Hai To Mobile Heat Jarur Hoga Or Fire Bhi Ho Sakta Hai.
5. Network Problem – Agar Hmare Phone Me Network Ki Problem Rahati Hai To Aap Ke Mobile Me Ye Garam Ki Ye Problem Jarur Hoti Hai.
Android Mobile ko Garam Hone Se Kaise Bachaye
Friends Ab Me Btau Ga Ki Smart Phone Ko Garam Hone Se Kaise Bchaye. Mene Aapko Uper Btaya Ki Aapka Mobile Over Heat Kyo Or Kish Karan Se Hota Hai. Or Ab Me Aapko Btau Ga Ki Aap Apne Mobile Ko Over Heating Se Kaise Bchaye.
1. Over Phone Brightness Aap Apne Mobile Ki Brightness Ko Ho Sake To Aap Sabse Low Rakhe Or Jish Se Aap Ka Mobile Garam Hone Se Bach Jayega.
2. BackGround Aap Agar Aao Kishi Aap Ko Use Kar Lete Hai To Aap Ushe Use Karne Ke Baad Clean Kar De Esh Se Aapke Mobile Garam Hone Se Bacha Sakte Hai.
3. WiFi & Hotspot Agar Ham WiFi Ka Jyada Use Karte Hai To Aapka Mobile Heat Kar Sakte Hai Aap WiFi Ka Use Ka Bhut Kam Se Kam Use Kare.
4. Charging – Agar Aap Charging Ke Samay Use Karte Hai To Aapka Mobie Sase Jyada Heat Hoga Eshe Kam Karne Ke Liye Aap Apne Mobile Charging Ke Sa
5. Cleaner – Aap Apne Mobile Ko Samay Samay Par Clean Karte Rahe Kyoki Junk Files Ki Wajah Se Bhi Mobile Heat Ho Jata Hai.
Aaj Mene Aapko Android Mobile Garam Kaise Hote Hai Is Ke Bare Me Mene Aapko Explain Kiya Or Ye Bhi Btaya Ki Aapne Mobile Ko Over Heating Se Kaise Bachaye Umeed Karta Hu Ki Aapko Bhut Aacha Lga Hoga.
Mobile Garam Kyu Hota Hai Or OverHeating Problem Ka Solution Or Iske Reasons Bataye Hai Agar Kuch Shamjh Nahi Aaya To Comment Jarur Kare aur agar aapko ye post accha laga to apne friends kai sath bhi share kare.
Thankyou.
Tips and Tricks
ReplyDelete