Paytm Debit Card / ATM Card Kaise Banaye
Hi, mera naam hai Vishal Rawat aur Aajke is post me ham baat karne wale hai paytm debit card yani ki paytm ke new atm card ke bareme, agar aap chahate hai dusre bank ki traha paytm ke saving bank account banakar ek atm card banawoge to ajke is post ko follow karke aap paytm debit card bana skate ho.
Paytm ne hali me ek new banking subidha launch ki hai jiska naam hai paytm payment banking, iske madad se aap sbi, bank of india, etc bank ki traha bank account bana sakoge aur atm card bhi bana sakoge aur kisi bhi atm se paise bhi withdraw kar sakoge.
Paytm Debit card banane ke liye pahle apko paytm bank account create karna hoga, paytm bank account kaise banaye is post ko read karke ek free account bnaye.
Aabhi chaliye dekhte hai kaise debit card banate hai...
Paytm ATM Card Kaise Banaye ?
Ye kam aap tab kar sakte ho jab aapke paytm bank account ban jayega tab, agar aapke paytm bank account ban gaya hai aur aadhaar card se bhi link ho gaya hai to aapko niche ki traha ek message milega.
Aab "Request Card" button par click kare.
Request card par click karne ke bad apke samne aur ek option ayega, abhi apko 120 Rs pay karna hoga kyuki ye card banane ke charge hai. aagar aapke paytm par 120 rs nahi hai to aap aapne bank account se bhi pay kar sakte ho. to aap "Process to pay 120" par click kare.
Jab apke 120 payment ho jayega tab apko time bhi bata dega kab apko card milega, jab apko card milega tab aap same tips follow karke card ko active kare...
Ummid karte hai post se aapko pata chal gaya hai paytm atm debit card kaise banate hai, agar apko koi bhi sawal hai to niche comment karke puch sakte ho, ajke liye itna hi jald milte hai koi naya topic ke sath or haa dosto is post ko share karna mat buhleyaga.
Thankyou.
No comments:
Post a Comment