Best Android tricks and tips

Android tricks and tips

Friday 9 February 2018

Computer Ka Login Password Kaise Tode

Computer Ka Login Password Kaise Tode


Hello Guys! kya aap apne Computer ka password bhul gye hai. kya aap apne Computer me Windows Login Password ko crack karna chate hai. to guys aaj ham aapko liye esa easy tarika batayinge jisse aap aasani se apne Computer ka login password crack kar sakte hai. or kisi ke bhi Computer ko hack kar sakte hai.



Guys bhut baar esa hota hai ki ham apne Computer me lagaye hue password ko bhul jate hai. to phir hame apne Computer ko open karne me problem hoti hai. aaj ham aapko ek esa method batayinge jisse aap kisi bhi Computer ke login password ko aasani se crack kar sakte hai.

Requirements:


Blank CD/DVD
Kon-Boot ISO file (Download)
My Guide

Computer Ka Login Password Kaise Tode?


Agar aap apne Computer ka password crack karna chate hai. to aapko bas neeche bataye gye steps ko follow karna hai.

Step1: Sabse phele apne Computer me Blank CD ya DVD kisi ek ko insert kare.

Step2: Ab upar diye gye link se Kon-Boot ISO file ko download kar le.

Step3: Ab usko unzip kare or password me ‘futuretricks’ type kare.

Step4: Ab kisi bhi CD burn software se es file ko apni blank CD me burn kar le. agar aap win 7 use kar rhe hai, to direct kon-bootCD file par bouble click kare, Windows image burner open hoga. Burn par click kar de.

Step5: Ab jab aapki CD/DVD burn ho jaye. to usko computer se eject kar le. ap jis computer ka password crack karna hai, usme insert kare. or computer ko restart kare. or BIOS setting me jaye.

Tip: BIOS setting me jane ke liye, computer ko restart kare. jab aap apne computer ko restart karinge to on hote time usme kuch es type se likha hua aayega: “press example button to BIOS setup…” ab example button ko press kare.

Step6: Ab aap BIOS setting me aa jayinge, simply Boot wale option par click kare. or CDROM boot device ko select karke enter press kare.

Step7: Ab aapke saamne kuch es type ki display aayegi.

Step8: Ab kuch time baad aapka computer restart ho jyega. kon-bootCD ne aapke login password ko remove kar diya hoga. ab aape saamne Window login option aa jyega.

Step9: Aapko esme koi password enter nhi karna hai, simply arrow par press karna hai. aapka computer unlock ho jyega.

Step10: Ab aap Computer se CD/DVD ko remove kar de. Ab wo CD/DVD ek password cracking cd ban chuki hai, aap usse kisi ke bhi computer ke password ko unlock kar sakte hai.


to Dosto es trha aap apne Computer ka password crack kar sakte hai. agar aapko en steps me koi problem aa rhi ho to aap comment me puch sakte hai. ummed hai aapko article jarror pasand aaya hoga. Agar aapko post pasand aya to apne frnd kai sath share karna na bhule.

Thankyou.

No comments:

Post a Comment