Best Android tricks and tips

Android tricks and tips

Saturday, 10 February 2018

BATERY PROBLEM SOLVE WITH CALLIBRATION

BATERY PROBLEM SOLVE WITH CALLIBRATION


Hello friends, aajkal har kisi mai kuch kuch na problem a rhi hai aur sabse badi problem to battery ki hoti hai kisi ki battery jyada time tak chalti nhi kisi ki battery charge nhi hoti. aaj mai battery ka solution leke aaya hu .

aaj mobile mai sbse badi problem power backup ki hoti hai. aap app htate hai,memory Khali karte hai, background data restrict karte hai aur screen ki brightness kam karte hai, lekin fir bhi is samsya se nijat nhi milti. phone nya ho ya purna, jab laga tar 40 50 bar charge kar lete hai, to lgta hai ki performance mai kahi na kahi problem ho rhi hai. ese mai battery calibration kai madad se use tikh kiya ja skta hai. battery ko calibrate karne kai baad fir se nya jaisa performance paya ja skta hai.

           Gmail Me Kisi Bhi Mail Ko Block Kaise Kare

        

           SOLVE PROBLEM OF NOUGAT ANDROID

         

           Paytm Debit Card / ATM Card Kaise Banaye

WHAT IS BATTERY CALIBRATION.

Mobile phone sahit kayI device mai rechargeable battery ka upyog hota hai. Mobile phones ki battery kabhi bahut aacha karya karti hai, kabhi gram ho jati hai, to kabhI jaldi charge nhi hota. battery jab kmjor ho jati hai to charge karne par thode smy mai hi 100% di khati hai. to kabhI thodi smay mai hi khatm ho jati hai. phone aapke battery ki real charge nhi btata.ese mai battery calibration ek Esa madyam hai, jisse battery performance ko phele jaisa kiya ja skta hai. calibration ko baad apko charging ki sahi jankari fir se milne lgegi.


HOW TO DO BATTERY CALIBRATION. 

waise to Google play store mai battery calibration kai liye kayi app hai, lekin aapko bta de ki alag se kisi app ki jarurat nhi hai , aur na hi apna phone ko khone ki jarurat nhi hai. Iske  liye sbse pehle phone ko purI Tarah se discharge hone de. use puri Tarah off nhi hone nhi karna hai, balki battery 0 % hokar jab band ho jaye tab tak use karna hai. iske bad ise fir se on krna hai. discharge hone kai bad bhi thodi power reserve rhti hai isliye use fir se on kre or khud se off kar de. ab battery ko 100%  tak charge karna hai. dhyan rhe is Dorran charger htana nhi hai. ek Barr jab phone puri Tarah se charge ho jaye to use on kare aur fir se charge kare . jab 100% dikha de to off kar on karna hai aur fir ek charge karna hai. restart ki do teen bar karna hai. yahI hota hai calibration. ab aap aapne phone ka use kar skte hai. yadI app 40-50 Dino mai battery calibration karte hai to Yeh behtar hoga.

Umeed hai aapko ye post pasand aaya hoga
Ki aap apni battery ko kaise  sahi kar skte hai. Agar aapko kahi bhi problem hai to neeche comment kare aur agar post accha lge to apne friend kai sath jarur share kare

Thankyou.

No comments:

Post a Comment